Piya Legayi Jiya Teri Pehali Nazar
Jaane Kaisa Jadu Kiya Tune O Jadugar
Piya Legayi Jiya Teri Pehali Nazar
Jaane Kaisa Jadu Kiya Tune O Jadugar
Nazaro Se Nazare Milti Jab
Ek Pak Mohabbat Ho Jati
Aati Hai Labo Per Jab Vo Nazare
Har Baat Nirali Ho Jati
Premi Premi Mein Mil Jata
Bigadi Janmo Ki Ban Jati
Ye Sunke Maine Soch Liya
Main Teri Dasi Ban Jati
Ye Sunke maine Soch Liya
Main Mohan Ki Dasi Ban Jati
Piya Legayi Jiya Teri Pehali Nazar
Jaane Kaisa Jadu Kiya Tune O Jadugar
Aagayi Balam Teri Baato Mein
Kho Gayi Main To Teri Aankho Mein
Dekh Ke Tera Roop Sunahara
Apni Naa Khabar
Piya Legayi Jiya Teri Pehali Nazar
Jaane Kaisa Jadu Kiya Tune O Jadugar
Singer – Mahavir Sharma
Pingback: dulare kanhaiya bhajan lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com