Ram Bhajan Karle Mana
Jayenge Sankat Bhaag
Kabhi Darayenge Nahi
Bure Dinanan Ki Naabh
Ram Se Sach Bolna
Ram Sune Naa Jhooth
Jhootha Karega Jaap To
Raam Jayenge Rooth
Bhookhe Hai Bus Bhaav Ke
Ye Sabri Ke Ram
Bhaav Ki Maala Fer Ke
Ratle Ram Ka Naam
Ram Naam Ke Chulhe Per
Nishta Anya Prakas
Pahle De Kisi Bhooke Ko
Peechhe Swam Tu Khaa
Jai Jai Shri Ram
Jai Jai Shri Ram
Ram Roop Jaanke
Sabko Laga Tu Bhog
Naa Jaane Kis Roop Mein
Ram Se Ho Sanyog
Ram Naam Ke Koop Ka
Kya Hai Barosha Saans Ka
Aayegi Naa Kal
Ram Hai Nauka Satya Ka
Chade So Utare Paar
Dukho Se Ye Jag Hai Bhara
Ram Naam Sukhkaar
Lobh Ke Kaate Chhod Ke
Chun Bhakti Ke Phool
Vikat Dagariya Pe Tu Kabhi
Ram Ko Naa Tu Bhool
Jai Jai Shri Ram
Jai Jai Shri Ram
Ram Sahayak Hai Tere
Aur Naa Sangi Koi
Ott Ram Ki Jo Leta
Baal Naa Baka Hoye
Kabhi To Shraddha Prem Se
Ram Ko De Aawaz
Pal Jhapakte Hi Tere
Siddha Ho Saare Kaaj
Ram Se Vimukh Jo Hua
Itt Utt Thokar Khaye
Ram Ka Hokar Jo Jiye
Uss Per Aanch Naa Aaye
Chinta Chhod Kuttamb Ki
Ram Ka Karle Jaap
Chinta Churak Raam
Chinta Karenge Aap
Jai Jai Jai Shri Ram
Ram kabhi Naa chhodte
Kisi Sagat Ka Hath
Jaha Pukare Usse
Ram Bhajan Ki Pee Sudha
Purna Ho Har Aash
Pal Mein Hi Mit Jayegi
Janam Janam Ki Pyas
Ram Rasayan Se Mana
Mitate Dukh Santaap
Bigade Kaaj Sanwarta
Ram Ka Punya Pratap
Ram Se Manki Se Kah Magar
Ram Ki Bhi Tu Sun
Shraddha Sunam To De Usse
Lega Vo Kaate Chun
Pingback: shri ram bhajan lyrics in english – bhakti.lyrics-in-hindi.com