Ram Bhakt Nahi Inke Jaisa
Ram Ko Sabse Pyara Hai Jo Naam
Shiv Ke Gyarhave Rudra Avtaar
Anjani Laal Dulare Hanuman
Ram Bhakt Nahi Inke Jaisa
Ram Ko Sabse Pyara Hai Jo Naam
Shiv Ke Gyarhave Rudra Avtaar
Anjani Laal Dulare Hanuman
Deen Heen Durbal Dukhiyare
Jobhi Inki Sharan Mein Aaye
Bal Buddhi Dhan Aur Vaibhav
Sab Manvanchhit Phal Vo Paye
Teeno Lok Mein Inke Jaisa
Nahi Hai Koi Bhi Balvaan
Shiv Ke Gyarhave Rudra Avtaar
Anjani Laal Dulare Hanuman
Ram Bhakt Nahi Inke Jaisa
Ram Ko Sabse Pyara Hai Jo Naam
Shiv Ke Gyarhave Rudra Avtaar
Anjani Laal Dulare Hanuman
Jisne Kee Bhakti Hanumat Ki
Usne Dev Sab pooj Liye Hai
Karke Kripa bajrang Bali Ne
Unke Saare Kasht Hare Hai
Sabhi Vighano Ka Sarva Nash Kar
Sukh Kardete Hai Ye Pradaan
Shiv Ke Gyarhave Rudra Avtaar
Anjani Laal Dulare Hanuman
Shraddha Bhav Se Mangalvaar
Vrat Karke Poojan Jo Kare
Har Ek Vyadha Aur Sankat
Usse Rehta Hai Pare
Mangal Hi Mangal Hota Hai
Kare Jo Nish Din Inka Bakhan
Shiv Ke Gyarhave Rudra Avtaar
Anjani Laal Dulare Hanuman
Ram Bhakt Nahi Inke Jaisa
Ram Ko Sabse Pyara Hai Jo Naam
Shiv Ke Gyarhave Rudra Avtaar
Anjani Laal Dulare Hanuman
Pingback: only English Hanuman ji Bhajan Lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: English top Hanuman ji Bhajan Lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com