Ram Ki Mahima Apaar Ram Ki Garima Apaar
Pitra Vachan Ki Raakhi Laaj
Tyag Diyo Raaj Saaj
Siya Lakhan Sang Chale
Kasht Sahe Har Prakaar Ram
Ram Ki Mahima Apaar
Ram Ki Garima Apaar

Jan Jan Gan Harshit Kiya
Asuro Ka Kiya Sanhaar
Ram Ki Jaikaar Goonje
Avtarit Ho Baar Baar
Ram Ki Mahima Apaar
Ram Ki Garima Apaar
Ram Ki Maryada Naman
Ram Sanskar Naman
Mala Sabhyata Ka
Mantra Ram Charit Saare
Ram Ki Mahima Apaar
Ram Ki Garima Apaar
Pingback: Shri Ram Lalla Ki Jag Mein Unchi Shaan Chahiye – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: Ram Mandir Wahi Par Banayenge Janam Bhoomi Par Dhwaj Leharayenge – bhakti.lyrics-in-hindi.com