Reva Ji Ke Ghat Khadi
Main Roj Niharu Baat
Gajanand Aa Jana
Reva Ji Ke Ghat Khadi
Main Roj Niharu Baat
Gajanand Aa Jana
Khane Ko Hai Nahi Prabhuji
Kya To Khilau Main
Rukha Sukha Bhaat
Bhaat Mein Padi Hue Hai Chhach
Gajanand Khaa Jana
Gajanand Aa Jana
Gajanand Aa Jana
Reva Ji Ke Ghat Khadi
Main Roj Niharu Baat
Gajanand Aa Jana
Chakhane Ko Nahi Hai Prabhuji
Kya To Chakhau Main
Khatte Meethe Ber
Ber Ka laga Hua Hai Dher
Gajanand Chakh Jana
Gajanand Aa Jana
Gajanand Aa Jana
Reva Ji Ke Ghat Khadi
Main Roj Niharu Baat
Gajanand Aa Jana
Peene Ko Nahi Hai Prabhuji
Kya To Pilau Main
Thanda Thanda Neer Kuye Pe
Nish Din Padti Bheed
Gajanand Pee Jana
Gajanand Aa Jana
Gajanand Aa Jana
Reva Ji Ke Ghat Khadi
Main Roj Niharu Baat
Gajanand Aa Jana
Sone Ko Hai Nahi Prabhji
Kaha To Sulau Main
Tooti Si Hai Khaat
Khaat Pe Bichhi Hue Hai Taat
Gajanand So Jana
Gajanand Aa Jana
Gajanand Aa Jana
Reva Ji Ke Ghat Khadi
Main Roj Niharu Baat
Gajanand Aa Jana
- Vighanharan Mangal Karan Aaya Hai Shri Ganesha
- Rakh Laaj Meri Ganpati Apni Sharan Mein Leejiye
- Godi Mein Uthalo Meri Maa Gajanan Chhote Hai
- Ganpati Ki Mahima Kaun Naa Jaane Hai Pratham Poojya Sab Devo Mein
- Mushak Sawari Leke Aana Ganraja
- Subha Sham Nit Japo Ganpati Ganesh
- Saare Milkar Bolo Ganpati Bappa Ki Jay Jaykar
- Sab Jai Jaikare Laye Rahe Shri Ganpati Janam Liyo
- Bina Vighna Ke Kaaj Sanwaro Ganpati Ji Mere Ghar Mein Padha