Sachai Jis Jeevan Ka Aadhar Hoti Hai
Uski Karni Kathani Ek Saar Hoti Hai

Sachai Jis Jeevan Ka Aadhar Hoti Hai
Uski Karni Kathani Ek Saar Hoti Hai
Uski Karni Kathani Ek Saar Hoti Hai
Uski Naiya Sabse Pahle Paar Hoti Hai
Sachchai Ke Badale Mein
Kuchh Kasht Uthane Padte Hai
Thokar Khaani Padti Hai Sar Thukrane Padte Hai
Kadi Pariksha Uski Baram Baar Hoti Hai
Sachai Jis Jeevan Ka Aadhar Hoti Hai
Uski Karni Kathani Ek Saar Hoti Hai
Sachche Vyaki Ko Dhamki Se Koi Dara Nahi Sakta
Kitna Shakti Shaali Ho Sachche Ne Hara Nahi Sakta
Vijay Aese Vyakti Ki Aakhir Kaar Hoti Hai
Sachai Jis Jeevan Ka Aadhar Hoti Hai
Uski Karni Kathani Ek Saar Hoti Hai
Pingback: Swarg Saa Lage Hai Prayag Mela Mahakumbh Ka Laga – bhakti.lyrics-in-hindi.com