Saj Gaya Mera Saanwara
Radhe Ki Haweli Mein
Saj Gaya Mera Saawara
Radhe Ki Haweli Mein
Radhe Ki Haweli Mein
Shyam Radhe Ki Haweli Mein
Saj Gaya Mera Saawara
Radhe Ki Haweli Mein
Radhe Shyam Ki Sundar Jodi
Adhbhut Kiya Shringaar Hai
Dekh Chhavi Dil Roke Rukena
Radhe Ki Haweli Mein
Saj Gaya Mera Saawara
Radhe Ki Haweli Mein
Har Gyaras Ko Sajati Mehfil
Saaware Ke Naam Ki
Barse Hasti Saanware Ki
Radhe Ki Haweli Mein
Saj Gaya Mera Saawara
Radhe Ki Haweli Mein
Premi Aate Door Door Se
Bhaav Apne Sunaane Ko
Radha Sang Mere Shyam Sunte
Radhe Ki Haweli Mein
Saj Gaya Mera Saawara
Radhe Ki Haweli Mein
Gao Bhajan Ho Bade Chaav Se
Saawali Sarkar Ke
Nache Gaye Shyam Rijhaye
Radhe Ki Haweli Mein
Saj Gaya Mera Saawara
Radhe Ki Haweli Mein
Roshan Hoti Saari Haweli
Khatu Ke Nij Dhaam Mein
Jamke Barse Rang Shyam Ke
Radhe Ki Haweli Mein
Saj Gaya Mera Saanwara
Radhe Ki Haweli Mein