Radhe Tere Charan Kamal
Jisne Bhi Chhu Liye
Sanwarta Chala Gaya
Radhe Tere Charan Kamal
Jisne Bhi Chhu Liye
Sanvarta Chala Gaya
Sanwarta Chala Gaya
Radhe Radhe Tere Dar Se
Jo Bhi Karta Chala Gaya
Sanvarta Chala Gaya
Sanwarta Chala Gaya
Radhe Tere Charan Kamal
Jisne Bhi Chhu Liye
Sanvarta Chala Gaya
Janmo Ki Maili Chadar Thi
Ab Ujali Ujali Lagti Hai
Jab Se Tera Bhajan Kiya
Man Mail Utarta Chala Gaya
Sanwarta Chala Gaya
Jisne Khud Ko Ek Phool Samajh
Charano Mein Tumhare Daal Diya
Khushboo Ki Tarah Jag Mein
Vo Bhakt Bikharta Chala Gaya
Sanwarta Chala Gaya
Jiski Ungali Tere Hatho Mein
Aagayi Use Fir Dar Kaisa
Jeevan Ke Raste Per Bekhauf
Gujarta Chala Gaya
Sanwarta Chala Gaya
Sanwarta Chala Gaya
Tu Baaj Tumhari Bhakti Mein
Bhav Sagar Mein Kya Doobega
Ajnabi Vo Bhav Sagar Se Paar
Utarta Chala Gaya
Sanwarta Chala Gaya
Sanwarta Chala Gaya
Radhe Tere Charan Kamal
Jisne Bhi Chhu Liye
Sanwarta Chala Gaya
Radhe Tere Charan Kamal
Jisne Bhi Chhu Liye
Sanwarta Chala Gaya
Sanvarta Chala Gaya