Ghar Aana Maiyaji Ghar Aana
Sher Pe Hoke Sanwar Aana Maa

Ghar Mein Karaya Ambey Tera Jagrata
Langur Aur Bhairav Ko Sang Lana
Bhore Sherpe Hoke Sanwar Aana
Sher Pe Hoke Sanwar Aana Maa
Laal chunariya Baki Aapki Sajayi
Trishul Maa Apne Hath Lana
Sher Pe Hoke Sanwar Aana Maa
Badi Shraddha Se Maine Bhawan Sajaya
Sakhiyo Ko Maat Apne Sath Lana
Sher Pe Hoke Sanwar Aana Maa
Halwa chane Ka Maiya Bhog Banaya
Chhoti Chhoti Kanjako Ke Sath Aana
Sher Pe Hoke Sanwar Aana Maa
Ghar Aana Maiyaji Ghar Aana
Sher Pe Hoke Sanwar Aana Maa
Pingback: Maa Patit Pawani Hai Maa Jagat Tarani Hai – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: Bhavan Rangeela Maa Ka Sher Peela Peela Hai durga bhajans lyrics in english – bhakti.lyrics-in-hindi.com