Shree Ganesh Ka Sumiran Karke
Sharad Maa Ka Dhyan Lagaye
Hume Gyan De Sharad Maiya
Koti Koti Bandhan Kat Jaaye
Bhool Chook Bhi Jo Bhi Ho Jaye
Shorta Karna Chhama Pradaan
Jai Jai Hanuman Gossai
Jai Jai Karu Anjani Maayi
Ab Chhoti See Likhu Kahani
Ram Chandra Ka Dhyan Lagaye
Shree Krishna Jee Dena Sahara
Pure Kar Dena Armaan
Maat Pita Aur Behno
Sunana Bhaiya Dhyan Lagaye
Maat Pita Aur Behno
Sunana Bhaiya Dhyan Lagaye
Likhave Naam Banave Aalaha
Saaro Gaga Kar Kare Bakhaan
Gram Gauraha Ghutehi
Beech Mein Kharda Dhaam Kehlaye
Kharada Wali Maiya Ji
Ki Mahima Tumhe Bataye
Bahut Purani Baat Hai Bhaiya
Ek Samay Ladka Aur Ladki
Aaye Kehlan Aaye
Pankhi Se Gardan Kat Jaave
Kuchh Hamari Samajh Mein Naa Aaye
Kaisi Ho Gayi Hai Ye Anhooni
Gaav Bhare Mein Jab Bataye
Hahakar Macha Hai Bhari
Keerat Mandali Lekar Pahuche
Dhoom Dhaam Se Bhakt Gaye
Ek Din Beeta Do Deen Beeta
Teesare Din Maa Pragati Aaye
Om Lagaye Desi Gheeg Lagaye
Sir Ko Maiya Diya Judaye
Jabse Khadra Dhaam Kahaye
Dhan Dhanya Hai Maiya Maa Ki