Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein

Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Shyama Raste Mein Baag Laga Jana
Phool Binungi Teri Maala Ke Liye
Teri Baat Ninaaru Kunjan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Shyama Raste Mein Kua Khudwajana
Main To Neer Bharungi Tere Liye
Main Tujhe Nihalaungi Mal Mal Ke
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Shyama Murali Madhur Suna Jana
Mohe Aakar Darash Dikha Jana
Teri Surat Basi Hai Ankhiyan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Shyama Vrindavan Mein Aajana
Aakar Ke Raas Racha Jaana
Soni Gokul Ki Galiyan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Makhan Churane Aa Jana
Aakar Ke Dahi Bikhra Jaana
Bus Aap Raho Mere Man Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Meri Umar Beet Gayi Gokul Mein
Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
Krishna ji Bhajan Lyrics | Krishna ji ke latest bhajans Lyrics likhit me shayam bhajan Lyrics, shri Radhe shyam bhajan Lyrics
- Shyama Aan Baso Vrindavan Mein
- Teri Sawri Surat Pe Dil Mera Aagaya Re
- Jiya Nahi Lage Kahi Tere Bin Sanware Sanware
- Jeevan Ki Dor Tumse Bandhi Hai Saanware
- Tujhe Shyam Kahu Yaa Gopala
- Mor Mukut Bansi Wala Mera Yaar Hai
- Kuj Te Mukh Cho Bol Ve Tere Milne Nu Aayi Aa
- shri Radhe shyam bhajan Lyrics
- Hum Tere Aashiq Hai Pyare Ye Dil Deewana Tera Hai
- Shyam Naam Ka Pyala Jai Shri Krishna Jai Gopala
- Dagmag Dole Naiya Aao Krishna Kanhaiya Avtar Lo Avtar Lo
- Padharo Radha Sang Sarkar Khule Hai Man Mandir Ke Dwar
- Shyam Bhajle Ghadi Do Ghadi