Siya Dhundhne Wale Raghunandan
Ab Main Tumjhe Pahchana Hai

Siya Dhundhne Wale Raghunandan
Ab Main Tumjhe Pahchana Hai
Sabri Ke Ghar Ki Mehmaani
Bhawan Tumhe Ab Pana Hai
Ye kabse Naiyan Tadapte Hai
Bhagwan Aapke Darshan Ko
Fir Kaho Kis Tarah Jaa Sakte Ho
Tod Ke Prem Ke Bandhan Ko
kayi Din Se Rakhe Chaakh Chaakh
Ye Ber Aapko Khana Hai
Siya Dhundhne Wale Raghunandan
Ab Main Tumjhe Pahchana Hai
Sabri Ke Ghar Ki Mehmani
Bhagwan Tumhe Ab Pana Hai
Jis Jagah Prem Basta Hai Vaha
Kya Prem Ram Barsate Hai
Sabri Se Jhoothe Ber Maang Maang
Aaj ye Khaate Hai
Kahte Hai Ber Ber Prabhuji
Bero Mein Jiya Hamara Hai
Siya Dhundhne Wale Raghunandan
Ab Main Tumjhe Pahchana Hai
Sabri Ke Ghar Ki Mehmani
Bhagwan Tumhe Ab Pana Hai
Sun Sabri Tere Bero Ne
Kya Swad Aanokhe Paye Hai
Aise To Ber Nahi Humne
Kabhi Iss Jeevan Mein Khaye Hai
In Bero Ki In Bero Ki
In Bero Ki Upma Kya Main Du
Bhagwan Apne Khana Hai
Siya Dhundhne Wale Raghunandan
Ab Main Tumjhe Pahchana Hai
Sabri Ke Ghar Ki Mehmani
Bhagwan Tumhe Ab Pana Hai
Vo Prem Veg Se Paake Ber
Khaa Rahe Ram Harsha Kar Ke
Lakshman Ne Jo Tha Samajh Unko
Dekha Prabhu Nazar Bacha Kar Ke
Kahe Chhote Laal Ab Mood BHaye
Wahi Bero Ko Khana Hai
Siya Dhundhne Wale Raghunandan
Ab Main Tumjhe Pahchana Hai
Sabri Ke Ghar Ki Mehmani
Bhagwan Tumhe Ab Pana Hai