bhajan Lyrics Bhakti- bhakti.lyrics-in-hindi.com
Mere Aagan Saanware Aao To Ek Baar
Urr Mein Lo Chaav Se Main Phoolan Ke Haar
Mor Ko Pankh Lagadu Gati Peetamber Baandh
Maathe Pe Mukut Saja Du
Fir Baje Muraliya Rahe Sab Gopi Ghere
Leyu Balaiya Main Hari Bhagya Khul Jaaye Mere
Tamanna Fir Machal Jaye Agar Tum Milne Aajao
Ye Mausam Fir Badal Jaye Agar Tum Milne Aajao
Singer – Chitra Vichitraji Maharaj
Tamanna Fir Machal Jaye Agar Tum Milne Aajao
Agar Tum Milne Aajao Agar Tum Milne Aajao
Ye Mausam Fir Badal Jaye Agar Tum Milne Aajao
Mujhe Gam Hai Ki Maine Zindagi Mein Kuchh Nahi Paya
Ye Gam Dil Se Nikal Jaye Agar Tum Milne Aajao
Ye Mausam Hi Badal Jaaye Agar Tum Milne Aajao
Tamanna Fir Machal Jaye Agar Tum Milne Aajao
Bheeni Bheeni Khushboo Ki Phooharo Jaisa Hai
Tera Hona Saawan Ki Baharo Jaisa
Krishna Paksha Aur Shukla Paksha Ka Kya Ginna Pyare
Tera Sath Mein Hona Hi Tyohaaro Jaisa Hai
Nahi Milte Ho Mujhse Tum To Sab Humdard Hai Mere
Jamana Mujhse Jal Jaye Agar Tum Milne Aa Jao
Tamanna Fir Machal Jaye Agar Tum Milne Aajao
Ye Mausam Fir Badal Jaye Agar Tum Milne Aajao
Ye Duniya Bhar Ke Jhagade Karke Kisse Kaam Ki Baate
Ye Mohan Kaam Ki Baate Bala Har Ek Tal Jaaye
Agar Tum Milne Aa Jao
Tamanna Fir Machal Jaye Agar Tum Milne Aajao
Ye Mausam Fir Badal Jaye Agar Tum Milne Aajao