Tere Ahsaan Ka Badla Chukaya Ja Nahi Sakta best Krishna bhajan Lyrics
Tere Ahsaan Ka Badla Chukaya Ja Nahi Sakta
Karam Aisa Kiya Tune Bhulaya Jaa Nahi Sakta
Agar Mujhko Na Tu Milta
Mera Mushkil Gujara Tha
Jo Pahucha Hai Bulandi Par
VO Ek Toota Sitara Tha
Jo Pahucha Bulandi Par
Vo Ek Toota Sitara Tha
Koi Dhua Banke Pahado Se Udte Hai
Koi Mehak Banke Phoolo Se Udte Hai
Hari Ko Chahne Wale Kewal
Hari Ki Kripa Se Udte Hai
Dilo Se Teri Ulfat Ko
Mitaya Jaa Nahi Sakta
Tere Ahsaan Ka Badla
Chukaya Ja Nahi Sakta
Badi Unchi Teri Rehmat
Badi Chhoti Juba Meri
Tujhe Mohan Samajh Pau
Vo Hasti Hai Kaha Meri
Teri Rehmat Ko Shabdo Mein
Sunaya Ja Nahi Sakta
Mere Jeevan Mein Saya Ho
Sada Teri Inayat Ka
Mujhe Ho Shauk Duniya Mein
Laga Teri Iabadat Ka
Bina Tere To Jeevan Ko
Sajaya Ja Nahi Sakata
Tere Ahsaan Ka Badla
Chukaya Ja Nahi Sakta
Karam Aisa Kiya Tune
Bhulaya Jaa Nahi Sakta
Tere Ahsaan Ka Badla
Chukaya Ja Nahi Sakta
#Singer – Chitra Vichitraji Maharaj
Pingback: Saari Duniya Teri Deewani Teri Gopala best Krishna bhajan Lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com