Tere Bin Suni Suni Hai Raahe Sanware Banwari

Tere Bin Suni Suni Hai
Raahe Sanware Banwari

Tere Bin Suni Suni Hai
Raahe Sanware Banwari

Suna Dil Mera Suni Nigahe
Sanware Banwari

Gulshan Gulshan Kaliya Kaliya
Gokul Yamuna Kunj Ki Galiya

Suni Suni Meri Dil Ki Aahe
Sanware Girdhari

Dil Hai Mera Tanha Tanha
Sadiyo Jaise Beete Lamha

Teri Yaado Ki Chhayi Ghataye
Sanware Banwari

Haale Dil Ka Kisko Sunao
Ban Ban Pagli Dar Dar Jau

Koi Sunta Naa Meri Sadaye
Sanware Girdhari

Kishan Meri Ankhiya Pyasi
Dikhla De Tu Jhalak Jara Si

Thaamlo Aake Jyoti Ki Baahe
Sanware Girdhari

Suna Dil Mera Suni Nigahe
Sanware Banwari

Tere Bin Suni Suni Hai
Raahe Sanware Banwari

Singer – Jyoti Chauhan

This Post Has 2 Comments

Leave a Reply