Teri Murali Ki Dhun Shyam Jab Suni Maine Panghat Pe best Krishna bhajan Lyrics
Teri Murali Ki Dhun Shyam
Jab Suni Maine Panghat Pe
Ni Jutto Meri Chhut Gayi Hatho Se
Shyam Main To Daudi Aayi Re
Teri Murali Ki Ye Dhun Shyam
Jab Suni Maine Baago Mein
Dalaniya Chhut Gayi Hatho Se
Shyam Main To Daudi Aayi Re O Shyama
Teri Murali Ki Dhun Shyam
Jab Suni Mehalo Mein
Chhod Aayi Ghar Ka Sara Kaam
Main To Daudi Aayi Re
Teri Murali Ki Ye Dhun Shyam
Jab Suni Sapno Mein
Nachi Main To Sang Mein Saari Raat
Shyam Main To Jaag Naa Paayi Re
Teri Murali Ki Ye Dhun Shyam
Jab Suni Maine Galiyo Mein
Khelte Sakhiyo Ko Mere Shyam
Main To Daudi Aayi Re
Pingback: Krishna Janmashtami best Krishna bhajan Lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com