Tooti Jhopadiya Meri Maa Gareeb Ghar Aa Jana

Tooti Jhopadiya Meri Maa
Gareeb Ghar Aa Jana

Tooti Jhopadiya Meri Maa
Gareeb Ghar Aa Jana
Aajana Maiya Aa Jana

Bade Bade Log Maiya Jagaran Karaye
Keertan Karau Meri Maa
Gareeb Ghar Aa Jana

Tooti Jhopadiya Meri Maa
Gareeb Ghar Aa Jana

Bade Bade Log Maiya Chola Chadaye
Chola Chadaye Maiya
Chunari Chadau Meri Maa
Gareeb Ghar Aa Jana

Tooti Jhopadiya Meri Maa
Gareeb Ghar Aa Jana
Aajana Maiya Aa Jana

Tooti Jhopadiya Meri Maa
Gareeb Ghar Aa Jana

Bade Bade Log Meri Maa Haar Pahanaye
Phoolo Ki Mala Meri Maa
Gareeb Ghar Aa Jana

Tooti Jhopadiya Meri Maa
Gareeb Ghar Aa Jana

Bade Bade Log Maiya Payal Chadaye
Bidiya Chadau Meri Maa
Bichhiya Pahnau Meri Maa
Gareeb Ghar Aa Jana

Tooti Jhopadiya Meri Maa
Gareeb Ghar Aa Jana

Bade Bade Log Maiya Kagna Pahnaye
Kagna Pahnaye Maiya Kagna Pahnaye
Chudi Pahnau Meri Maa
Greeb Ghar Aajana

Tooti Jhopadiya Meri Maa
Gareeb Ghar Aa Jana

Bade Bade Log Maiya Meva Chadaye
Halva Chadau Meri Maa
Greeb Ghar Aajana

Tooti Jhopadiya Meri Maa
Gareeb Ghar Aa Jana

Leave a Reply